Posts

a

historical places of india

🇮🇳 Bharat Ke Prasiddh Paryatan Sthal

India ke sabse sundar kile, jharne aur samudra ki jankari yahan dekhein.

🏰 Aitihasik Shahar (Historical Cities)

Agra (Taj City)

Agra apne Taj Mahal, Agra Fort aur Fatehpur Sikri ke liye vishwa prasiddh hai. Yeh Mughal itihas ki nishani hai.

Details Dekhein

Jaipur (Pink City)

Rajasthan ki rajdhani Jaipur apne Hawa Mahal, Amer Fort aur sundar mehalon ke liye jani jati hai.

Details Dekhein

Indore (Food Capital)

MP ka sabse swachh shahar Indore, Rajwada Palace aur Lal Bagh Palace ke liye mashhoor hai.

Details Dekhein
⚔️ Shandar Kile (Forts of India)

Red Fort (Delhi)

Bharat ki azadi ka pratik Lal Qila, Shah Jahan ne banwaya tha. Iski vastukala adbhut hai.

Read More

Mehrangarh Fort (Jodhpur)

Ek unchi pahadi par sthit yeh kila Rajasthan ke sabse bade kilon mein se ek hai.

Read More

Chittorgarh Fort

Veerta aur balidan ki kahaniyon wala yeh kila Bharat ka sabse bada kila mana jata hai.

Read More
🌊 Sundar Jharne (Waterfalls)

Dudhsagar Falls (Goa)

Doodh jaisa safed dikhne wala yeh jharna Goa aur Karnataka ki border par sthit hai.

Visit Now

Jog Falls (Karnataka)

Sharavathi nadi par sthit yeh Bharat ke sabse unche jharon mein se ek hai.

Visit Now
🏖️ Samudra Tat (Beaches)

Goa Beaches

Baga, Calangute aur Palolem jaise beach dunya bhar ke paryatako ko akarshit karte hain.

Explore Goa

Varkala (Kerala)

Pahadi ke kinare sthit yeh samudra tat apne shanti aur sundarta ke liye jana jata hai.

Explore Kerala

india

Camera start ho raha hai... haath dikhaiye ✋
Recent posts